Dil k darwaze pe tu dede dastak
Krta hon mein intezaar tera andheeri in raaton mein
Kuin ho tum mere saray sawalon ka aik hi jawab
Jo is dil k jaalay mein qaid hain
Likhta hon khuwaab is bahanay
Gaata hon ganay dil behlanay
Kia tum aoge nibhaon ge saray wo waaday puranay