Ye Raatein Ab Nahi Dhadakti
Din Bhi Saansein Nahi Lete
Ab Toh Aa Jaao Mere Soneya
Aake Sun Jaao Mere Soneya
Tere Bin..Naahi Laage Jiya
Tere Bin..Ab To Aaja Piyaa
Tere Bin..Naahi Laage Jiyaa..
Pehle Jaise Mausam Bhi Aate Nahi Hai
Baarishon Mein Pehle Jaisi Baatein Nahi Hai
Pehle Jaise Mausam Bhi Aate Nahi Hai
Baarishon Mein Pehle Jaisi Baatein Nahi Hai
Sookhe Sookhe Alfaaz, Khali Khali Mere
Haathon Ki Laqeerein Bulaave Soneya
Tere Bin..Naahi Laage Jiyaa
Tere Bin..Ab To Aaja Piya
Tere Bin..Naahi Laage Jiya..
Chaand Bhi Wahin Hai, Wahin Hai Sitare
Tere Baad Phike Phike Lagte Hai Saare
Chaand Bhi Wahin Hai, Wahin Hai Sitare
Tere Baad Phike Phike Lagte Hai Saare
Aaja Leke Tu Sawere Kar Ja Door Ye Andhere
Teri Doorie Tadpaave Soneya...
Tere Bin Naahi Laage Jiyaa
Tere Bin... Ab To Aaja Piyaa
Tere Bin... Naahi Laage Jiyaa