Red tere lips baby karu tujhe kiss
Kaise main batau tujhe karta hun miss
Red tere lips baby karu tujhe kiss
Kaise main batau tujhe karta hun miss
Ho gaya deewana teri adaao ka jana
Patli kamar aur ye tera muskurana
Mujhe samaj na aaye teri ye aadaye
Karke ishare mujhe pass bulaye
Tujhe karu main call lagti hai baby doll
Bollywood mein dila dun tujhe main lead role
Tujhe dekh kar baby ghume mera sarr
Wine se jayda teri aakhein nasheeli hai
Doobkar inn mein maine poori 4 peeli hai
Figure ye tera jaise sheeshe ki dukaan
Dekh kar tujhe mera dil pareshan
Dekh kar tujhe mera dil pareshan
Dekh kar tujhe mera dil pareshan
Banda main thoda bad piche hun tere mad
Jab tak na dekhu tujhe dil mera rehta sad
Sacha hun aashiq tera sun le tu meri gal
Nakhre na aise kar tu chal mere naal chal
Naam hai rapper ranjha apna bata de
Banja tu heer meri ghar ka pata de
Banja tu heer meri ghar ka pata de
Banja tu heer meri ghar ka pata de
Tu jab jab nikle ban ke haseenaa
Aashiqo ka mushkil kar diya jeena
Apne bare mein bata aise na sata
Deewana hun tera tujhe ye bhi hai pta
Apne bare mein bata aise na sata
Deewana hun tera tujhe ye bhi hai pta
Red tere lips baby karu tujhe kiss
Kaise main batau tujhe karta hun miss
Ho gaya deewana teri adaao ka jana
Patli kamar aur ye tera muskurana
Dil tujh par hi aaya warna waiting mein toh aur hain
Dil tujh par hi aaya warna waiting mein toh aur hain