Bhot maafi maine jo maangi
Bhot saari umeeden aankhon mein
Raaton mein dil rokar bola kaano mein ki
Yahan per rehna jaane de saari baaton ko
Hua main raakh toh takleef mein na aana bro
Dhalta hai sooraj per dhalta na ye zaamana bro
Lagta jo mera kaise jaane dun
Per ab toh yaad hai ki naate nibhane
Chahta tha rishta gehra purana tha
Khudi se mera waada tha, khudi ko paane aaya tha
Kashti thi gehre paani mein dikha mujhe kinara na
Phir bhi haatho ko lekar saath jodun
Main karun kabhi bahana na
Agar zameen hai paani toh banta chahta kinaara maa
Toh under jalta tha Angaara
Kaise khushi se baat karun
Taano se main ni khauf khata
Bhot zyada pee rha hasi per main ni Rauf lala
Jo mehnat se maine saunmp daala
Jeekar tha seekha maina jeena
Jalti hai dharti kyu nange pairon pe tha
Bhot saara aaya tha lekar bharosa
Ek hi thaali mein khwaabo ki roti lun
Haatho mein kaise main salad dun
Yahan per rehna jaane de saari baaton ko
Hua main raakh toh takleef mein na aana bro
Dhalta hai sooraj per dhalta na ye zaamana bro
Lagta jo mera kaise jaane dun
Hua main raakh toh takleef mein na aana bro
Per ab jo baat mere seene mein dabi wo jeene ka maza de
Raat meri kaali toh lekar chala tha main savera
Baat zimmedari ki fullo ki karun baag baani
Sallu waala role jeevan mein mile
Neki pe mile saamp, seki laathi
Wo bolen pehle haan baat suno
Khaaste toh jo bachpan se
Kalam ghisne de hardum ye
Khola mithaya naam jab karne laga hisaab bro
Jo saala beech mein tha aaya
Jebon mein phir bhi khilaya
Raatein hone lagi lambi phir bhi so tak na paya
Yahan per rehna jaane de saari baaton ko
Hua main raakh toh takleef mein na aana bro
Dhalta hai sooraj per dhalta na ye zaamana
Likha sabse zaroori verse kaise jaane dun