Utha chala neend mein bole mujhe khoya ni
Apna jo dhoya ni, dekhe meri ore bole f
Raat bhar soya ni main ghadi bole kaam kar
Jhapki mein 420 bje ka alarm bhar
Raste mein rishte milenge tujhe bhot
Rizla ghumaane se pehle tu beta naam kar
Raat bhar soya ni main ghadi bole kaam kar
Jhapki mein 420 bje ka alarm bhar
Raste mein rishte milenge tujhe bhot
Rizla ghumaane se pehle tu beta naam kar
Karun thoda push, hoti wo bhi khush
Boli aaya text mere pe, chaiye usse kush
Sorry aaya dil mera terepe
Chill peeke bole bhai milte savere mein
Bill bhare sath, jabhi kill kare scene
Backseat khaali mere dil mein
Tere liye har baat funny,
Jaise har raat rummy tune har chaal chali
Barbaad nhi hona banta nahi
Leke mujhe chal, aisa mera kal
Bana tera gunegaar, yahi mera fal
Har pal jiska tha hath sir pe
Ussi ka toda tha maine dil
Raat bhar soya ni main ghadi bole kaam kar
Jhapki mein 420 bje ka alarm bhar
Raste mein rishte milenge tujhe bhot
Rizla ghumaane se pehle beta tu kaam kar
Raat bhar soya ni main ghadi bole kaam kar
Jhapki mein 420 bje ka alarm bhar
Raste mein rishte milenge tujhe bhot
Rizla ghumaane se pehle beta tu kaam kar
Jab se gayi, mujhe milta sahara na
Har cheez teri jaisi karti awara haan
Leke tujhe jaun kabhi doodhunga kinara na
Sab kuch bhool bhi na paya
Jab se gayi, mujhe milta sahara na
Har cheez teri jaisi karti awara haan
Leke tujhe jaun kabhi dundhuga kinara na
Sab kuch bhool bhi na paya
Yeah haan mauka mila kab se kab tak
Pehle naam dikha tera yahan se rab tak
Bole naam tera line mein aur line thi ghar tak
Taare saare kaate tere sir pe chad kar
Tujhe kaise bhool main jaun
Wahan se dhool hataun kabhi jahan phool bichaun
Kismat been bajaye toh karun maun
Ye gaana mera khud banata mera zone
Uthake mera phone dikhati mujhe time
Maine bola chill karo na nahi dil dukhana