Dosto mein baitha main kabhi girunga nai
Matlab roz kyun na kehta ki leke chalunga wahin
Jahan sab khush lage mujhe sai
Aaj so ni paati jo raaton mein jagi nai
Chahti text per hasana toh lekar chala tha wahin
Jahan sab khush lage mujhe sai
Kabhi na maanga tha zyada
Khuda ne na kabhi kami ki
Na banna kitaabi keeda kyunki kitabe khadi ki
Ye bateein khaana khazaana
Toh aata waada purana yaad
Aur aankhen upar karke dekhun tere roop ko
Chaaya main maangu per maanga kabhi na dhoop ko
Khona bus chahta hun samaysa leti dhoondh bro
Ye kankar mere raste ke shankar banke dun phook bro
Hawa se baatein karun hone laga door bro
Sab kuch tha jhela phir kaise jeena ab chod dun
Jalta patanga main raahi bankar tha chamka
Per jab maanga tha sahara
Aur tu bole rasta mod lun per
Dosto mein baitha main kabhi gira tha nai
Matlab roz na bola ki lekar chalunga wahin
Aaj soti ni paati jo raaton mein jagi nai
Chahti text per hasana toh lekar chala tha wahin
Jahan sab khush lage mujhe sai