LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Sawaal

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pata nhi khwaab pehle aata
Ya phir saath pehle
Tasveer pe dekhe the maine saaf chehre
Pata nhi zindagi
Lage mujhe kyun filmy
Kamana chahta khushiyaan
Jo aake mere
Pata nhi khwaab pehle aata
Ya phir saath pehle
Tasveer pe dekhe the maine saaf chehre
Pata nhi zindagi
Lage mujhe kyun filmy
Kamana chahta khushiyaan jo aake mere saith baithe
Pata nhi khwaab pehle aata
Ya phir saath pehle
Tasveer pe dekhe the maine saaf chehre
Pata nhi zindagi
Lage mujhe kyun filmy
Kamana chahta khushiyaan jo aake mere saith baithe

Bhot zyada paara garam hai bhai
Tapasya kadak
Karna tera dharam hai bhai
Akele narak mein
Jo aankhen teri naram hojaye
Geeli kardio mitti aasoon se
Yahan sharam nhi bhai
Upar se aana phir tu tezi mein
baalo ko dhoke daisy mein
Girne se pehle neazy main
Kabhi na hona lazy ye bola
Tune toh Jay-z main kamro mein
Gaano ko dete hain pyaar
Meri aankhen karen hazy ye
Jab karwat aadhi
Toh phir neend nhi aati
Seene per ho baahein
Toh tu reel kyun banati
Zinda life meri jaaneman
Tu thokar se sikhati
Dhoondh ke laya tha nas
Jo ab baaton se dabadi
Per aisa nahi ki main rokar tha soya
Aur tu bus neend mein banadi
Per aisa nai ki bus
Khwabo ko lekar bistar pe
Yaadon ke takiye se aaj bhi tujhe jageh di
Kyunki baatein lage sai
Rehna mujhe neend mein
Palko per the aasoon
Chalne laga poori feel mein
Parde karna baaju
Ye gaane vitamin D de
Jebon ki hoti checking
Toh gaane mile the Jean mein
Thodasa aur khagola toh
Mili saanpo ki bean ye
Shabdo se jata gehra
Toh bachale meri gene ye
Cholun hoto se chehra
Toh hota savera feel mein
Gehri hoti thi neend
Jab ghadi mein baje teen yeah
Abhi lage sab kuch sahi

Pata nhi khwaab pehle aata
Ya phir saath pehle
Tasveer pe dekhe the maine saaf chehre
Pata nhi zindagi
Lage mujhe kyun filmy
Kamana chahta khushiyaan jo aake mere saith baithe

WRITERS

Shivam Chaudhary

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None