Doobey, doobey dhuen ke baadal mein
Doobey, doobey teri woh paayal mein
Doobey, par ishq mein ghaayal hai
Meri nazar baachi tere hi kaajal mein
Log mujhse bole ki paagal main
Teri ghadi ke har waqt mein shaamil main
Doobey, doobey teri un aankhon mein
Doobey, doobey teri un saanson mein
Yeh baatein kaash honthon se hoti
Hamare beech yeh doori na hoti
Laanaat hai aisi hawaon par bhi
Jo guzar mar tujh se hokar na guzri
Aisi mohabbat hai tumse, jaaneman
Jiska aaj ke zamaane mein koi mol nahi
Kuch bache hain mere jaise
Ladkiyaan toh ladkon hi bahut bura bol rahi
Tere dil ke sheher ka rehne waala
Kuch baat, adhoori baat tumse kehne waala
Udhar rakh do sharaab, mujhe nahi peeni
Main shayad aaj sirf tumpe behne waala
Doobey, doobey teri un baahon mein
Doobey, doobey teri hi raaton mein