Mere haath ki lakeer mujhe bole
Tede rasto se daar mat ab ,
Hum thik se toh jiye hi nahi
Phir bhenchod kahe ka safar
Kya jeena jinko naukri nahi
Paise aaye dost maalik lena baan
Marne se phle set jaunga mai kar
De jao mujhe shakti ya saza
Har roz kayi log bhakti mein fasa
Yeah, Koi back pe na beth paye
1988 , filam tera bhai shahenshah hai
Khoon aur paseena mera mehnat wali mehak laye joote hi nahi the
Bolo kaise unhe pehan paye
Ufff, thodi himmat kal hi leke aaya rent pe
24 ghante haath paer maar raha hu keech ke
Kafi sochke mai leta saare faisle
Aur boo aati inse dhue wali beshak doobe saare seent mein
Sunte hai mujhe saare log mere tochan
Mere ghar phle kuch bhi nahi tha
Lage rahe soch ke ki aayega maseeha
Saar ka paer tak mere pauchta paseena
Ped ke neeche pade rhe dhoop mein bagicha
Hum ,Apni umeed pe hai kayam
9 ki umar se mera ab bhi same sign
Bas shanti se rahu koi lagani nai line
Tujhe tu bas lagta hai sahi
Koi aur kahe tujhe sach pachta hi nahi
Bhale Khada tha sath par dikhi parchayi nahi
Maa baap ko chod jo kisi jhatu pe lade
Aise Idols ke raste pe chalta hi nahi
Sab, dikhta hai bhai meri band eye nai
Mera jaisa tujhe koi mile banda hi nai
Sala chaat ke banu rakhu mai dhanda hi nahi
Subha 5 baje khet pe pauch ke 12 tak kaam mai raund deta
Sham se raat bhar mic pe check hai tone mera
Daat dikh rahe cool bani maam sahab
Hnn, Dharam ji mai scene ka
Daat dikh rahe cool bani maam sahab
Hnn, Dharam ji mai scene ka