Dil me mere pyar basakar jane kahan woh jane lage
Mujhko apna kehte the jo aaj praya kehne lage

Unko apne dil me rakhunga
Unko apne dil me rakhunga
Lekin woh yun pagle huye kyu
Chhod ke mujhko jane lage
Lekin woh yun pagle huye kyu
Chhod ke mujhko jane lage
Dil me mere pyar basakar jane kahan woh jane lage
Shaam ye aayi yadein lekar
Dil hai tumhara jaan hai tumhari
Shaam ye aayi yadein lekar
Dil hai tumhara jaan hai tumhari
Tumne aisa dhokha kiya kyu
Tumne aisa dhokha kiya kyu
Dil me mere pyar basakar jane kahan woh jane lage
Sath rahenge kehte the jo aaj woh tanha chhod chale

Aaj woh tanha chhod chale
Aaj woh tanha chhod chale
Aaj woh tanha chhod chale