Gungunana tu aisa gaana yun jhoome jag sara teri aawaz pe
Gaaya tha jaise mohammad rafi ne gaaya tha jaise kishor da ne
Gungunana tu aisa gaana yun jhoome jag sara teri aawaz pe
Gaaya tha jaise mohammad rafi ne gaaya tha jaise kishor da ne
Aaya hun main naghme leke
Gaaunga main har mehfil me
Har suu meri dhune bajengi
Jaa na paoge mehfilon se tum
Main sunaaunga raag haa aise
Gaaye the jaise mohammad rafi ne gaaye the jaise kishor da ne
Aapki khaatir gaane laga huun
Tarane sabko sunane chala huun
Gaa ke dekhe maine naghme
Sabke dilon ko bhane laga huun
Goonj raha hai mera saaj hi
Goonj rahi hai meri aawaz hi
Goonjti jaise mohammad rafi ki goonjti jaise kishor da ki
Gungunaya hai aisa gaana yuun jhooma jag sara meri aawaz pe
Haan to gaao saare saath me mere naghme ye unki yaad me
Aane se uske aaye bahaar jaane se uske jaye bahaar
Badi mastani hai meri mehbooba
Rapareyi raparou idliyee udluuu dere deyi lala lala he he he he ho ho ho ho