LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Teri Yaad

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jab miloge humein, bhool jaana nahi
Meri jaan tum mujhe, aazmaana nahi
Teri yaad saath hai
Teri baat saath hai
Jab miloge humein, bhool jaana nahi
Meri jaan tu mujhe, aazmaana nahi
Yaad saath hai
Teri baat saath hai
Teri yaad
Teri yaad
Lamhe kaise ye guzre hain
Tujhse main kya kahun
Dooriya yeh zudaai ki, ab na mein seh sakun
Aa bhi jaao sanam, ab sataana nahi
Meri jaan mujhe, aajmaana nahi
Yaad sath hai
Teri baat sath hai
Teri yaad...
Teri yaad...
Aarzu mere zazbon ki
Tujhse main kya kahoon
Teri chaahat ki saagar mein, dub jaaunga main
Aankhon ki wo chamak
Hontho ki wo hansi
Jaane dunga nahi yaar ki kabhi
Yaad sath hai
Teri baat sath hai
Teri yaad...
Teri yaad...

WRITERS

Vijay Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None