Kabhi socha na kabhi jana na
Kho jane ko hai na kuch bhi ab bacha
Meri fitrat aur ye dard k siwaa
Ho jane de iss lamhein me fanaa
Ye dil kehta hai mai hoo tera
Dhundu bas tujhe kahi ghum tu ho gaya
In alfaazo ki tarahh mera dil b kho gaya
Iss dard ka kya karu hai itna faasle
Iss dil ka kya karu jo tu naa saathme
Yaha baithe log ye khudgarz insaan hai
Wafa na kar inse bas itni baat hai
Kabhi socha na kabhi jana na dil roobaa
Kho jane ko hai na kuch bhi ab bacha
Meri fitrat aur ye dard k siwaa
Ho jane de iss lamhein me fanaa
Ye dil kehta hai mai hoo tera
Khoya hosh maine tere pyaar me
Aawaz de mujhe hoo tera yaar mai
Sun le bas ek dafa mera vajood tu
Inn saanson ki tarah kyu hai khamosh tu
Ye jaan nisaar hai Iss adhoore pyaar me
Hua katle aam mai dil k bazaar mein
Kabhi socha na kabhi jana na dil roobaa
Kho jane ko hai na kuch bhi ab bacha
Meri fitrat aur ye dard k siwaa
Ho jane de iss lamhein me fanaa