Rehna tere sath, tu mujhe apnaale
Bealfaaz ki aawaz, dil se kehna hai
Jazbaat jo ye khaas, dil me dafnayein
Chaahe dede Maut, Chaahe dede sazayein
(Sajayein Sajayein Sajayein)
(Vajah de Vajah de Vajah de)
Inn saanson ko dafnane ki mujhe Raza de
(Raza de Raza de Raza de)
Mai kho sa gaya mujhe aawaz do
Heart beat meri fast koi slow kardo
Sapne dekhe lete humne raatome
Khwahish Sitaaro ko chhuna Saathme
Jaise dhal sa gaya tha suraj saamne
Roshni rahi na kahi se bhi
Vaasta mera na kisise bhi
Raasta mila na kisika bhi
Raato ko Raato se cheen lete
Baaton ko Baaton se feel lete
Yaadon Ko Yaadon se bin lete
Saanson ko Saanson se gin lete