Kyun manzil nazar nahi aaye
Yeh nahi samajh meri aaye
Maine tode hai saare woh taare
Kahan hai mere woh phal jo the
Toot chuka hoon ab toh main
Kyun manzil nazar nahi aaye
Yeh nahi samajh meri aaye
Naye waale kahan se aagaye
Ab kya mai kya hi kar doon
Saari raat ab jaagein hai
Toh thodi der aur hi sahi
Saari raat ab jaagein hai
Kyun manzil nazar nahi aaye
Yeh nahi samajh meri aaye