Tanhaai meñ ghabrae bahut
Mil ke logoñ se pachhtae bahut
Aise lamhe zindagi ma meri
Tanhaai meñ ghabrae bahut
Mil ke logoñ se pachhtae bahut
Aise lamhe zindagi ma meri
Tum samjhe k ham anjaan thy
Ham ne dhoke apno se khaey bahut
Tum hi batado k ham kya kare
Zindagi jab bojh ban jaae bahut
Murde ma takat or tujh ma sadakat
Jism mein jaan, dil mein iraadaat
Din raat khud tanha paya ha
Haq ma Mere sirf Dard h aya ha
Lihkhu jab bhi dard se woh sahiri hojae
Toote tare jese kabhi jord bhi nah paeye
Ham tow ha duniya ke sataye
Ehde wafa ki umeed tumse kya lagae
Gulistan ma phool ubi khile nahi
Kya kare tujhe se ub gile bhaii?
Tum meri hi tow shaan they
Ham anjaan they, thore nadaan they
Hawn ham jawan they, per tum toh mehmaan they
Fida hote the ham teri muskaan pe
Darde-dil ka silsila mujhko hi mila
Kabhi tu dil, kabhi nazar toh mila
Ye hunar mujh toh tofe mein mila
Khat likha tujhpe kya, aur tujhe kya mila?
Mere kaghaz ab kya kamal kare
Yeh tujhse woh sawal kare
Tum na jaano jo beete humpe
Ham apni beeti bayaan kare
Tum kyun mera imtehan kare
Dastaan e zindgi ham apni biyan kare
Tanhaai meñ ghabrae bahut
Mil ke logoñ se pachhtae bahut
Aise lamhe zindagi ma meri
Tum samjhe k ham anjaan thy
Ham ne dhoke apno se khaey bahut
Tum hi batado k ham kya kare
Zindagi jab bojh ban jaae bahut