LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Haal E Dil

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kabhi Haal E Dil Keh Jaunga

Dil Mein Tere Reh Jaunga

Kabhi Haal E Dil Keh Jaunga

Dil Mein Tere Reh Jaunga

Teri Dhadkane Ban Jaunga Bakhuda

Mere Khwabon Mein Mehfooz Tu

Ab Har Jagah Mehsoos Tu

Teri Sason Pe Tham Jaunga Bakhuda

Teri Nazron Ka Jo Mila Mujhe Ishara

Main Jeene Laga Har Lamha Jaise Dobara

Tujhse He Main Pura Hua

Tere Bin Main Zaraa Sa

Kabhi Haal E Dil Keh Jaunga

Dil Mein Tere Reh Jaunga

Teri Dhadkane Ban Jaunga Bakhuda

Tere Chand Khwabon Ko Liye

Karvatein Main Badalta Raha

Neendon Se Shikayatein Raheen

Raat Bhar Kyun Main Jagta Raha

Tujhe Hee Sochtee Rahi Yeh Meri Sansein

Tujhe Hee Dhundti Rahi Yeh Meri Aankhein

Tujhse Hee Main Puraa Hua

Tere Bin Main Zaraa Sa

Kabhi Haal E Dil Keh Jaunga

Dil Mein Tere Reh Jaunga

Teri Dhadkane Ban Jaunga Bakhuda

Tere Sath Rehke He Mili

Zindagi Ko Yeh Raftar Hai

Mere Saare Lamhon Mein Kaheen

Tu He Milta Kai Baar Hai

Tu Har Ek Rang Mein Mila Mere Rang Saahi

Ki Har Jagah Dikhe Mujhe Kyun Tera Nishaan Hi

Tujhse He Mein Pura Hua

Tere Bin Mein Zaraa Sa

Kabhi Haal E Dil Keh Jaunga

Dil Mein Tere Reh Jaunga

Teri Dhadkane Ban Jaunga Bakhuda

Mere Khwabon Mein Mehfooz Tu

Ab Har Jagah Mehsoos Tu

Teri Sason Pe Thum Jaunga Bakhuda

Bakhuda….

WRITERS

ABHENDRA KUMAR UPADHYAY

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other