Ek akela iss shahar me...
Din khalee khalee bartan hai
Din khalee khalee bartan hai...
cur raat hai jaise andha duan
Inn sunee andheree aankho me
cansun kee jagah aata hain dhuan
Jine kee vajah toh koyee nahee
Marne kaa bahana dhundata hai
Dhundata hai... dhundata hai...
Ek akela iss shahar me....
Inn umar se lambee sadkon ko
Inn umar se lambee sadkon ko
Manjil pe pohonchte dekha nahee
Bas daudatee phirtee rahtee hain
Hamne toh theherte dekha nahee
Jana pehechana dhundata hai
Dhundata hai dhundata hai