LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khwabon Ki Haseen Duniya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khwabon ki haseen duniya
Haqiqat mein dhund raha

Khwabon ki haseen duniya
Haqiqat mein dhund raha

Khayalon ki ghum ki duniya
Haqiqat mein jee raha

Pareshan hai Kyun
Rooh zinda abhi
Sara soch ka bojh
Zindagi pe hai bhari

Chat par hi choot gaya
Haseen taaron ka mela
Chat par hi choot gaya
Haseen taaron ka mela

Manzil hai kis kaam ki
Safar hi to hai zindagi

WRITERS

Vinod Bansode

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other