LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Sone Se Pehele

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
sone se pehle tujhe yaad karta hoon
sone se pehle tujhe yaad karta hoon

neendon mein bhi tera zikar karta hoon
sone se pehle tujhe yaad karta hoon


palkein jhuki toh samajh lena
mein yaad kar raha hoon

socha na tha ek ajnabi se bejaan
mohabbat kar raha hoon

tere liye mein sapne
din raat boonta hoon
tere liye mein sapne
din raat boonta hoon

neendon mein bhi tera zikar karta hoon
sone se pehle tujhe yaad karta hoon

WRITERS

Vinod Bansode

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other