LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kaan Ke Neeche Bajaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dil Tera Hai Deewana,
Tu Meri Hai Deewani
Main Aashiq Hoon Mastaana,
Duniya Se Tu Begaani
Haan Apni Mohabbat Mein Aaye Koi
Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Haan Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Kaan Ke Neeche Bajaa Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga
Haan Kaan Ke Neeche Bajaa Daalunga
Arre Kharcha Paani Usko De Daalunga, Haan

Hey, Love Ka Yeh Pehla Kadam Hai
Sang Tere Jeena Sau Sau Janam Hai
Deewaare Hazaaron Sanam Hain
Main Teri Hoon Tu Mera, Phir Kya Gham Hai
Deewaare Hazaaron Sanam Hain
Main Teri Hoon Tu Mera, Phir Kya Gham Hai
Kabaab Mein Haddi Ban Jaaye Koi
Laal Rang Ka Signal Dikhaaye Koi
Ho Laal Rang Ka Signal Dikhaaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga
Re Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Arre Kharcha Paani Usko De Daalunga

Ishq Ke Aalam Mein Kya Hota Hai
Bas Pyaar Mein Yeh Dil Jaage Na Sota Hai
Arre Ghurke Jo Dekhe Teri Jaana Ko
Voh Aaj Kya Umar Bhar Rota Hai
Arre Ghurke Jo Dekhe Teri Jaana Ko
Voh Aaj Kya Umar Bhar Rota Hai
Phulon Mein Kaanta Aaye Koi
Heero Ko Jhaansa De Jaaye Koi
Heero Ko Jhaansa De Jaaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga
Haan Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga
Dil Tera Hai Deewana, Tu Meri Hai Deewani
Main Aashiq Hoon Mastaana, Duniya Se Tu Begaani
Haan Apni Mohabbat Mein Aaye Koi
Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Haan Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga
Oye Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Arre Kharcha Paani Usko De Daalunga
Haan Kaan Ke Neeche Baja Daalunga
Kharcha Paani Usko De Daalunga

WRITERS

Anu Malik

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist