Rahon mein nikal pada hai ab ye mera dil kyu
Khamoshi mein rehta hu mein ab to raat din
Zikra karta hu to bas tera
Rahon mein nikal pada hai ab ye mera dil kyu
Khamoshi mein rehta hu mein ab to raat din
Zikra karta hu to bas tera
Na jane kese kahun mein ye tumse
ke door jana hi nahi ho paas jabse tum
Titliyo ke jesi mehekti khushbuo si tum
Udti ho zameen pe jab kabhi
Mein bhi bhawra ban chala hu teri hi gali
Pyar ho gaya hai tumse hi
Hai mehka ye lamha ke tujhse meri manzile
Ye chahat tumhari ke tumko apna keh saku
Khwaishe meri hai jitni tum hi ho wahi
Dekhlo in ankho mein kabhi
Qaid karlu tumko inme arzoo yahi
Pyar ho gaya hai tumse hi
Mausam hai kitna pyara ye
Hawayein ye lehre teri hi daastan
Ke mein hi tumhara hu tum ho meri
Rahon mein nikal pada hai ab ye mera dil kyu
Khamoshi mein rehta hu mein ab to raat din
Zikra karta hu to bas tera
Zikra karta hu to bas tera