Aaj phir mera mann hai kahe,
Raat aur din mere khwaabon mein hai,
Dil mein mere tu hi hai, hai aur koi nahin.
Tere khayaalon se shaam dhale aur din chadhe hain sabhi.
Khatti meethi, apni yaadein hain.
Kismat hai ye meri tu, mere saath hai.
Khatti meethi, apni yaadein hain.
Kismat hai ye meri tu, mere saath hai.
Mann hai kahe, dekh loon tumhe pyaar se,
Dil ko mere rang doon is ehsaas se.