LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Teri Meri Ye Kahaani From "Do Aur Do Pyaar"

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tum Jo Khadi Thi
Canteen Ke Paas
Main Khada Tha Thodi Door
Tumne Jo Dekha
Mujh Ko Laga
Nahi Karni Hai Aisi Bhool

Bhool Toh Maine Ki
Jo Phas Gayi Tumhare Saath
Kitne Baithe Thay Mere Peeche
Dho Ke Haath
Kyun Na Suni Maine Apne
Gharwalo Ki Baat

Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Meri Deewani

Neend Se Uthe Tu
Aur Coffee Main Banaun
Yuhi Phool Bhi Le Aau
Peeche Peeche Tere Ghumoon
Saara Din
Weekends Pe Chinese Banaun
Chahe Jaise Ho
Keh Dungi Main
Uff Kya Banaya Hai
Ladka Sundar Aur Susheel
Qismaton Se Paaya Hai

Achha Khaasa Ladka Dekho
Madam Ne Kaise Phasaya Hai

Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Meri Deewani

Bolegi Toh Chhat Se Chipki Chipkali Bhagaunga
Bar Bar Sad Wali Pjs Bhi Sunaunga
Kharaaton Ka Shorr Ho
Ya Phir Picture Bore Ho
Jhelungi Dono
Because I Love You
You Know

Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Meri Deewani

WRITERS

Abhiruchi Chand, Abhishek Arora, Ananya Purkayastha

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist