Mere sanam tujhe meri hai kasam
Na chod ke ja tu mera nikle hai dum
Dekh tujhe hua jism garam
Tere bina duniya ye lagti bharm
Are meri jaan mere peeche ho na yu tu pareshan
Main banda na thik na pata meri sham
Tu sath mein beth kar legi aish
Par raat beet gyi toh main bhool jaunga
Toh fir kuchh bhi nahi jo aaye tere kaam
Lene maze le chhalkega yaha jaam
Tu sip sip pee hotho se meri jaan
Khareed dunga sab noto se meri jaan
Aaj kar dunga tujhko main geela
Banadunga mausam saara main nasheela
Dunga love bite zeher dodhe meri body mein
Ban nagin lipat main hu banda zehreela
Kaisa tujhe gum kyu akhein teri nam
Teri bahon mein he chahe bikhre rahe hum
Kar le sath besharmi chhodo na ab ye sharam
Ye dim dim light ye haseen sa aalam
Ho rahi hai sardi karde mahol tu garam
Tu khe chod ke na jana vjazzz
Na chod ke ja tu mera nikle hai dum