LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Gustakhiyan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Gustakhiyan, Darmiyaan, kyun ho rahi, khamakhaan
Be Intehaan, Bewajah, kyun badh rahi, dooriyaan

Sard hawayein chal rahi
Chal rahi hain, aandhiyan
Dhal rahe kyun raat din
Chaa raha andhera
Gustakhiyan, Darmiyaan, kyun ho rahi, khamakhaan
Be Intehaan, Bewajah, kyun badh rahi, dooriyaan
Gustakhiyon ke beete lamhe
Betabiyon ki aahatein hain
Tanha tanha sa rehguzar hai
Rahaton ki woh raahein taake
Badal rahi hain fitratein
Aankhon mein hain khwahishein
Rootha parinda taiyyar
Udne hawaaon mein
Mausam hai ulfaton ka
Furqaton ki Baarishein
Hoja mere rubaroo
Aayega Sawera
Gustakhiyan, Darmiyaan, kyun ho rahi, khamakhaan
Be Intehaan, Bewajah, kyun badh rahi, dooriyaan
Gustakhiyan, Darmiyaan, kyun ho rahi, khamakhaan
Be Intehaan, Bewajah, kyun badh rahi, dooriyaan

WRITERS

Divyansh Maduriya

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share

See A Problem With Something?

Lyrics

Other