Exam mein fail, toh haar mat maan
Naukri na mile, toh haar mat maan
Paisa nahin, toh haar mat maan
Status nahin, toh haar mat maan
Koi nicha dikhaye, toh haar mat maan
Tere gaane churaye, toh haar mat maan
Tere piche chidhaye, toh haar mat maan
Kaan ke niche bajaye, toh haar mat maan
Sahi nasihat de raha hoon
Na paise tujhse le raha hoon
Joh paisa leke nasihat de
Aur jebein apni hi bharein
Mehnat ka nahin hai koi duja
Yeh nahin woh nahin kar saktha tu
Aatma vishwas aap pe rakh
Galath sabith karde tu sabko
Exam mein fail, toh haar mat maan
Naukri na mile, toh haar mat maan
Paisa nahin, toh haar mat maan
Status nahin, toh haar mat maan
Koi nicha dikhaye, toh haar mat maan
Tere gaane churaye, toh haar mat maan
Tere piche chidhaye, toh haar mat maan
Kaan ke niche bajaye, toh haar mat maan
Paanch saal boarding mein
Nahin the paise mere pass
Work permit par mehnat kari
Fees ki kishtein khud bhari
Kismat ki ladaai mein jhujhte gaye
Maa ki retirement bhi karadi
Joh mein haar maan ke khojata
Woh bhi kar rahi hoon poora
Produce bhi kiya lagake dil aur jaan
Exam mein fail, toh haar mat maan
Naukri na mile, toh haar mat maan
Paisa nahin, toh haar mat maan
Status nahin, toh haar mat maan
Koi nicha dikhaye, toh haar mat maan
Tere gaane churaye, toh haar mat maan
Tere piche chidhaye, toh haar mat maan
Kaan ke niche bajaye, toh haar mat maan
You have too many choices
You will find something so good
Failure, sickness bullying or your broke
So don't just give it away
Speak to someone for help
Think what would happen to loved ones
There's nothing that cannot be solved
Sometimes it just takes time
If that's what you really want
Each time you feel down remember
Exam mein fail (Haar Mat Maan)
Naukri na mile (Haar Mat Maan)
Paisa nahin (Haar Mat Maan)
Status nahin (Haar Mat Maan)
Koi nicha dikhaye (Haar Mat Maan)
Tere gaane churaye (Haar Mat Maan)
Tere piche chidhaye (Haar Mat Maan)
Kaan ke niche bajaye (Haar Mat Maan)