Bolun mai sach ya fir kehdun mai bhool
Galti meri yahan kehna tha jhooth
Haathon mai haath ya fir rehlo tum door
Fasgya dil mera thehra majboor
Milna jo tha mujhe khudme sukoon
Jabse tum aayi toh faila fitoor
Yaadon ki rail mai utre the ashiqui
Ab yaadon ki rail mai chalre hain raahi
Khuda gavah kuch meri in raaton ka
Gunah kara hai toh marne ko chodhega
Kuch na bacha hai jo karne ko na rakha