Chaha tha jisko apne dil se laga ke
Kya tumne bhi use paa ke gavaya hai
Aage fir bad gaya sab raaste bhula kar
Par manzil kyu peeche chor aaya hai
Har ek pal mein adhuri lage
Teri baaaton mein mein hi nahi
In band darwazo ko kholta nahi
Par chup kar teri aankho mein tatolta
In do raasto ki kya manzil wahi
Jo le jaye ghar jiska pata nahi
Hara tha jis din chuta sabhi
Fir kho na jau mein ek din kahi
Tu mere saath ho In saare gum mein
Tu saath rahe (saath rahe)
Dhunde tujhe kyu meri yeh aankhein
Mein dhundhu ab khud ko kahi (dhundhu mein)
Bhula dunga bus meri jaan tu ye bata
In do raasto ki kya manzil wahi
Jo le jaye ghar jiska pata nahi
Hara tha jis din chuta sabhi
Fir kho na jau mein ek din kahi
In do raasto ki kya manzil wahi
Jo le jaye ghar jiska pata nahi
Guzre hue pal mein guzri zindagi
Fir kho na jau mein ek din kahi
Fir kho na jau mein ek din kahi
Fir kho na jau mein ek din kahi