Aakhein dekhi cheezein kalam
Rooh bhatke azad ab dil nahi
Likhe gaane tere pe jab se
Dikhe pariya bhi mujhe tab se
Raatein kaati maine akele mai
Jazbaatein dabi mann mai toh
Mere aakhon mai bhi pyaar chupa hai
Mere aakhon mai bhi raaz chupa hai
Mein bhi rehna chahta pehle din se
Rehna chahta pehle din se
Mere dil mai wazan nahi hai
Bure din mai mannequin ke saath
Pure soul true love bheje
Aakhein dekhi cheezein kalam
Rooh bhatke azad ab dil nahi
Likhe gaane tere pe jab se
Dikhe pariya bhi mujhe tab se
Raatein kaati maine akele mai
Jazbaatein dabi mann mai toh
Mere aakhon mai bhi pyaar chupa hai
Mere aakhon mai bhi raaz chupa hai