Woh phir aise mujhe jaane
Mein bhi pehle jaise nahi phir
Khele vibrations se phir bahut zyaada
Flow mai chalu mein bhi universe ke
Khade manifestations aage
Mein bhi abhi chill karu phir
Tune jaise mujhe pahuchaaya
Aise mein thodi tujhe pahuchaunga ab mein
Mera mann achaa hai woh samaj tu
Pehle mein chase karta tha tujhe
Ab tu chase kare mujhe aisa hi work hota universe
Woh phir aise mujhe jaane