Teri aakhon mai hai peace
Laakhon dafa mein khoya hu raah pe
Tujhe khone ke darr se dhunda yeh raah mai
Teri hasi ke peeche jo chupi hai manzil
Teri hasi ke bina toh rutte manzil
Tu toh basi inn aakho mai
Jab rotha mein tu gire panno pe meri jaan
Teri zulf mai lipti hai kahaniyaan
Yeh saasein jape tera naam
Toh phir kyu rakhti hai trust issues
Laakhon dafa mein khoya hu raah pe
Tujhe khone ke darr se dhunda yeh raah mai