LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Blow Up Freestyle

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Masti ke do teen
Mere masle jo asli ke shaukeen
Baithe fasne ko basti me jogi
Baithe marne ko raste pe rogi
Ek sath kasa-kasa bakta mae tight-tight flow
Dekh roz bhavka ye raaton ka show
Mae Marathi nai par I/aaee hai guroor
Raay nai maangi ye picture fitoor
Mae roy nai adi par aashiqui du
HipHop ka musa mae saaki hai tu
Chamkeele rasto pe kaale hain shoes
Mae kaagaz pe jasbaat likhta hu kyu
Mere panno se pooch diary se pooch
Raaton ko ghar ki dewaaro se puch
Aadat se majboor kya mae karu
Circle tight mae to oval rakhu
Tera banta ni dekh kaam banda mae nek maan
Salaah meri le shaam subah kar ek
Jaan daal poora de ho bejaan
Bedhadak bekhauf chale beadab
Sadki mere nagme sab
Badhkeele se kapde sab
Door rakho mere buddhi hatt gyi
Likhta mae shaitaan sab behka jab
Bada jor pada kaan pe
Kitne dub bathroom bhi hain jaante
Mera sin taul paayega nai tu
De taul du mae life boy teri rhyme me
Bana crime scene police bula de
sau dial/sauda ill kara maine beat pe aake
DM bhara pada teen hi gaane
Wo saavn me wynk kare chhat pe aake
Streaming pe gulzar teen hi gaane abtak par ghalib bulate
Ishqiya maine beedhi jalake
Range bhot badi meri sunle aake
Sab pop-pop mera pen kare talk bhot
Wrong wrong bill fate bhot bhot
Mohabbatein saari raaz rakhu mae haath khole bina hoti meri aish bhot
Ek sath maine do waqt kiye 3
teen kaam hona blow up
sab sorted laana dough ghar
Ek T laga mae King Booker
Wrestle mania skills
Asal me ha dil
Masalon me kayi
Fasa fir bhi chill karne ka mera time abhi hai
Baad me aana line bhot badi hai
Mera din busy hai meri raat recording hai
Dillagi hai wo bhi mere according hai
Sab sahi hai
Mera sab sahi hai
Sober hu mujhe koi lat nahi hai
Sab sahi hai
Mera sab sahi hai
Sober hu mujhe koi lat nahi hai
Sab sahi hai
Mera sab sahi hai
Sober hu mujhe koi lat nahi hai
Chal bata de bata de
Kaun raha hai tujhe nacha be
Set jaise movie ka life nai meri par
Max deta gaano me dil laga ke
Phool bicha de swaagat me laake
Maaf karo kar raha filmi baatein
Udaan likha hai abhi khoob hawa hai
Hu mae gubbara koi sui chubha de
Taaki ho jau blow up
Blow up blow up
Taaki ho jau blow up bLow blow up
Blow up blow up
Taaki ho jau blow up bLow blow up
Tere favourites ko bhi hai pata aur mere dm ko bhi hai pata
Naam nahi lunga chhod
Rag pata hai mujhe nas pata
Hai nabz pata mujhe sau taka
Lau laga di aur tu khoob jala
Bebasi me karu haadsa
Bekhudi ko meri sab pata
Fir bhi chup khada mae raha dekh tamasha
Meri bhook badha di toone betahasha
Sab mareez par mae sick hu jyada
Mera koi ilaaz nai mujhe kuch nai bhata
Yaha daud lagi laakho ki 16 aana
Sach baat kahu mae to bhola bhala
Dil saaf kiya maine koi gila na sikwa ni rakhna
Mae hu deewana mere mu na lago
Mujhe apna rasta
khud chunne do mera aashiyana
Doob maaro high ho ya life pe try do
Kaam tha bolna mera kuch ni jana
Doob maaro high ho ya life pe try do
Kaam tha bolna mera kuch ni jana

WRITERS

Ayush Khare

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Substance Use