Chaho na tum jo wo hoga nahi
Uthoge hoga dil bhaari nahi
Gham ki hogi koi bhi kishten baaki nahi
Haaroge hogi aisi baazi nahi
Raate ghani to lelo taare sabhi
Ho besahara tum jaanu abhi
Teri khushi se hoga khuda bhi to raazi kabhi
Thoda sabar kar thoda shukar kar
Thoda sabar kar thoda shukar kar
Haatho me hai tere saari duniya ki taaqte
Bas andar jhaankle dikh jayenge raaste
Ye maathe ki shikan thodi dheeli chhod de
Ab aansu ponchle ek hasi ke waaste
Panchi gayenge hu hoo hu hoo
Sab hoke khush hain to kyu mae lupt hu
Katghare me kyu khada hai mujrim hai nahi tu
Ye saare jaante ni kuch abhi
Jo beeti tujhpe hai jaane tu hi
Dil me aag rakhke par aankho me paani nahi
Thoda sabar kar thoda shukar kar
Thoda sabar kar thoda shukar kar
Haatho me hai tere saari duniya ki taaqte
Bas andar jhaankle dikh jayenge raaste
Ye maathe ki shikan thodi dheeli chhod de
Ab aansu ponchle ek hasi ke waaste
Tum nahi ho mere saath me bas yaadein hain
Kya tume hai pata kitna hum tume chahte hain