Dhun baje paer chale naachunga aaj
Dhun baje pen chale aau na baaz
Jaan jale hone do aaj barsaat
Dil me dafan rakhe kitne hain raaz
Dhun baje paer chale naachunga aaj
Dhun baje pen chale aau na baaz
Jaan jale hone do aaj barsaat
Dil me dafan rakhe kitne hain raaz
Kaaya dhoop me zaaya ki maya loot le aazadi
Dil hi dil me bayaan ki dekha aankhon ko saza di
Aisi cheezein pade cheetein mere aansu ke jahan bhi
Doobi karze me neendein mere sapne aasami
Dhun ke hokar reh gaye hum to
Chun ke thokar de gaye humko
Paas ke joker kare humko, judge
Chaand taaro pe reh gaye so kar
High tha aisa ke lauta ghar us raat ni
Suni aansu ki cheekhein jo meri aankh se aati
Mujhe padh kaisa feel ho bata
Chhoot jaata hai kya sab lagta hai jaise koi bhi saath ni
Mera music wahi se dekhe taur ye tareeke
Dekhe badtar nateeze dekhe banjar bageeche
Murda behte nadi me goli chalti Gully me
Cheetein saans ke peete hain daag aankhon ke neeche
Dhun baje paer chale naachunga aaj
Dhun baje pen chale aau na baaz
Jaan jale hone do aaj barsaat
Dil me dafan rakhe kitne hain raaz
Dhun baje paer chale naachunga aaj
Dhun baje pen chale aau na baaz
Jaan jale hone do aaj barsaat
Dil me dafan rakhe kitne hain raaz
Up up away aasman ke pare aazma le khare khada jakham leke hare kasam dil kahe kaat do jala do mera khoon yahin bahe aap bas maza lo mera dil nahi lage
Yahan mehfil me pyaali me zeher mile dhuan dhaar hain chillme
Salahkar bhot milte salah nahi chahiye
Muzrim hain bhot sar pe dafa nahi chahiye
Bujdil hain log inki wafa nahi chahiye
Besharmi aankhon me haya nahi chahiye
Anjaan laakhon hain apne dikhaiye
Kya likha kismat me khuda farmaiye
Kya likha kismat me khuda farmaiye
Kya likha kismat me khuda farmaiye
Kya likha kismat me khuda farmaiye
Kya likha kismat me khuda farmaiye
Dhun baje paer chale naachunga aaj
Dhun baje pen chale aau na baaz
Jaan jale hone do aaj barsaat
Dil me dafan rakhe kitne hain raaz