Pange ki baat nai dange ki baat
Milta jo karni ho dhande ki baat
Rabb se mila dena marne ke baad
Usse hi kar lunga mann ki mae baat
Pange ki baat nai dange ki baat
Milta jo karni ho dhande ki baat
Rabb se mila dena marne ke baad
Usse hi kar lunga mann ki mae baat
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla
Haazir ho haazir ho sab vaise to jaanu mae shaatir ho sab
Bheje me chalta hai kuch zubaan pe hai kuch shuru hua aakhir ye kab?
Daaloge kitni design? was born to shine
Kaise diljeet (dil jeet lu) hu waakif ho sab
Mehfil loot lu pen ada ke pehle hi bola tha
Dariya dil aur jalta khoon ubaal maare
Kill karu track pe mae drill liye haath me
Dhak lo chehere moond lo aankhen
Bhaag raha kabse mae sookh gye fefde
Bhadkeele aankh me rang kuch dekh kareeb se
Music to baad me aaya hum shareef the pehle
Gawaah banegi poori sadi ye
Wo hum mad (mohammad) me choor the tab rafiq ke
Dikhte ni daant hasi kha gyi chinta
Zaya nai karna haan waqt hi hai kitna?
Door rahu utna ho shaq mujhe jitna!
Pange ki baat nai dange ki baat
Milta jo karni ho dhande ki baat
Rabb se mila dena marne ke baad
Usse hi kar lunga mann ki mae baat
Pange ki baat nai dange ki baat
Milta jo karni ho dhande ki baat
Rabb se mila dena marne ke baad
Usse hi kar lunga mann ki mae baat
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla
Wo dil ni lagati mere mu ki galti
Mae mu ni lagata mere dil ki galti
Milunga tumhe mae kahin show pe jaldi
Kashyap hu mae baat chhod de kalki
Nayi gaali seekh le mere crew se milke
Bohot kuch seekh gya aapse milke
Haath ni milau jahan dil ni milte
Hai kaun tere speed dial pe?
Dhyaan do yahan fake smile pe!
Padh-likh gye duniya daari seekhli humne
Kuch bane mere ghaav zehen pe dekh
Kabhi mere joote pehen ke dekh
Kitna chupa hu mae kitna khula hu
Mere jitna to kar sehen fir dekh
Dil ki ni karta hu saajha sabse
Bikharta hu raat ko kuch yu palang pe
Nikal liya din jaise ek aur jang me
Aaj fir thoda marr gaya kisi ke gham me
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla
Cuz we them illa drilla illa drilla