LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Lau Lagi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Lau lagali mere sath me chal
Chai ke pyaale utha haath me chal
Raasta kadmon se dheere dheere naapte chal
Bolde baarishon ko dikhayen dhoop wo kal
Kabse baandhe hu mae mutthi lakeerein hui gum
Pata hi chala nahi dhun suni hosh hua gum
Chiraag ghis diya haathon se jinn aaya yu
Puche maangte ho aaka kya bolu abhi du
Khada mae soch raha maangu kya
Lagi lau meri cheezon se kayi jagah
Aur iss dafa kuch sochta mae so gya
Subah utha maine jana sab sapna tha
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae
Lau lagi aanch se
Khush hu jasbaat mere
Paani hue saanp ke fan dikhe raaste har
Galiyon pe jhankte log mujhe aankte
Teri aankh ke neeche katghare wo saaf hain
Mujhe bandi bana lo
Kaed karo kahin bedhiyan daalo
Itna hi mera khud pe bharosa hai
Mujhe koi khudse bacha lo
Khuli zameen do lage aasman tang
Roz ke maare hain kal bhi marenge hum
Fir bhi taare sa tere chalunga sang
Irada loha mera hai tabhi meri hai jung
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae
Udhed dusron ki apni ho kyu rahe bun
Hisaab asli to kaagzon me hai hi nahin sun
Khuda hain baant liye betha aur taraazu me ho tum
Ghat-tauli kaise hogi wahan socho jara hmm
Fir dhundo bachne ka raasta haan
Majlison me bhi lage akela yahan
Rashk dikhe mujhe aankhon me aur meethi jubaan
Bhaagte jana chahun jab tak na pahochu wahan jahan
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae
Lau lagi raat se
Lau lagi din se
Meri lau lagi saath se
Lau jeet haar se
Meri chuppi se lau lagi
Lau teri baat se
Dukh se lau lagi tha khush shuruaat se ha mae

WRITERS

Ayush Khare

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other