LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

One Minute Forty Four

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chaain mile
Kher mujhe
Kehta rehta seher mujhe
Ki jee tu le
Toh padke jese lamho ko in haathon mein
Fir raatein kehti
Dhund mujhe
Sunn mujhe
Mein kehta rehta
Haan oo
Haan oo
Mein kehta rehta
Haan oo
Haan oo
Dikhi mujhe
Purani baatein
Yeh purani cap
Purane khawab
Purana shor
Purana phone
Purana zone
Purani kitabein jo bhi yeh haathe chadhi mere maine jala di
Kehte mujhe ho gaya alag toh ki hai parwa nahi
Laatein maari khawabon logon ne chhode gawah nahi
Fuck yeh teri soch aur yeh betuki baatein jame nahi
Karigar ab bane woh baari baari hi jaale
Khali khaali baithe toh gaali vaali baatein
Chatte batte yaari mein thali vaali bhi bati
Toh yeh kaanon mein bali se bade shehron ki kahani mein chale
Chaain mile
Kher mujhe
Kehta rehta seher mujhe
Ki jee tu le
Toh padke jese lamho ko in haathon mein
Fir raatein kehti
Dhund mujhe
Sunn mujhe
Mein kehta rehta
Haan oo
Haan oo
Mein kehta rehta
Haan oo
Haan oo

WRITERS

Wretch Fortune

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other