Tu khush bhi hai khafa bhi hai
Jo mushkile barasti hai yeh galtiyan
Bheegati hai yeh zindagi fir gati hai
Bacha jo hai woh sangeet hai
Bhara hai darr iss seene mein
Jese koi sher ho baitha kuye mein
Bani soch aab brahmand hai
Par akela hu mein ladai main
Aab unki mein karta hu raksha
Huh!Bhale kabhi na du fuck sa
Na lagta hai muje koi mujsa
Huh! Khata hu dhake anjano mein
Huh! Local yeh jasbaat har station ke
Huh! Kashmakash leke zindagi ki
Haa Khoye hum pakde do handle yeh
Par dekho yeh mera ser neeche hai
Haa karta hu vibe yeh beat pe
Par chal rhi yeh life off beat pe
Aur Ser pe yeh stress hai cheat na nikali toh fail hu mein
Bees ke bich rehke yeh buzz mera kum hai
Aur bas mein na kuch hai Aur has ke woh jate
Kabhi kabhi mein bhi sochu mere andar
Aab aisa kesa yeh dukh hai
Lagta ghamandi jab bhi koi dekhe muje bina jane muje
Yeh daude kaminey jaan ke peeche
Aur kar bhi kya sakte hum samjana pate hum
Virodhi bhi aur rogi bhi emotionally distorted hu
Mein thor toh nai par low-key hu
Yeh notes mein likhi batein mein gaa raha bina koi vahjah bro
Par shayaad lage koi vajah hai bro
Tut ne na dunga yeh sapne sajaye
Sone se pehle bachate woh
Vrna sona bhi maut ka dusra roop hai tehra jo
Hathon joint aur dusre mein pen hai
Likhna mein chahta par muje chen na
Kher vese bhi kar pata pyaar na
Khoya in chaar deewaron mein
Khush hu na nikalna muje aab bahar haa