Main ginta reh gaya taare
Ab main lagta close to be one
Main na dekhta Tarak Mehta
Junoon jo khoon mein behta
Main aaj kal toh bas rap mein baatein karta
Maine dekhi kitni cheezein mujh par haavi hai
Khol kar baitha sapno ke yeh taale
Par woh le nahi paata naam
Uthaayi lights maine sola se
Toh fuck your platinum plaques bro
Bohot hi zyada kaam tu fuk bro
Jaa kar trendy gaane sunn
Look I am just tryna live yo
Yahan par struggle nahi hai
Sapne karte fumble nahi hai
Aukaat ke bahar yeh wali soch
Ab mic pe humble nahi hai
Hum koi dhalwinder nahi hai
Yahan par sabko dangal chahiye
Main ginta reh gaya taare
Ab main lagta close to be one