Ye baarishon ka paani aaj bhi wahi hai
Par bahon me aaj tu nahin hai
Pahle to na girte the ankhon se aasoon
Jabse tu hai gaya ye rukte nahi hai
Aaj bhi tera intezaar hai
Aaj bhi mujhe tumse pyaar hai
Aaj bhi tera intezaar hai
Aaj bhi mujhe tumse pyaar hai
Jo beech me thi khamoshiyan
Unse hai behtar ye dooriyaan
Jo beech me thi khamoshiyan
Unse hai behtar ye dooriyaan
Mil na sakenge hum fir kabhi
Kuch na bacha ab hai darmiyaan
Tumse mohabbat hum fir dobara kare
Jhootha vo vaada kyun hum dobara sune
Na mujhe ab tumse pyaar hai
Na mujhe ab tumse pyaar hai