Kahin gya nhi tha yahin tha m maujood
Har taraf virus quarantine no shoots
Iss beech ye samjhe hume thhas, bete bhot khoob
Tum paida ni hue tabse walid tumare bhot kuch
Kayi jhande gaad chuke the
Kya unke naam lun abh main??
Tum school mein the tabse hum game mai hain
Is game ki shurwat se hum frame m hain
DM's m ye nibbe ye bane sher se
Samne se dekhoon jo inhe toh saale memne hain
Baaten karen na ye muh pe
I dont give a flying F*ck
Kyuki behtar hun main tumse
Teri bandi mere crew mein
Aur tum jaise kitne soote
Gaadi chale tez you just look at my face
I don't wanna second chance
What you really wanna say???
F*cking Heavy meri trip karun fly all day!
Ayee!! Yahan clout chasing aam hai
Har dusra rapper tabhi yahan badnaam hai
Kisi ko bhi muh uthke karo bas diss
Career mai uchhal raaton raat sala star hai
Aaj tak jo kiya jitna kiya khud kiya,
Reed ye mazboot kisike bhi aage jhukti na,
Jo shurwaat se saath unhe mera shout out,
Asli kala ko pehchana tumne, tumara shukriya!!
Warna yahan bhed chal hai
Tera favourite artist kya
Yaa bas dekha dekhi mai tu sunta hai use?
Khudse tu soch kar khud se sawal ye.
Baaten karen na ye muh pe
I dont give a flying F*ck
Kyuki behtar hun main tumse
Teri bandi mere crew mein
Aur tum jaise kitne soote
Gaadi chale tez you just look at my face
I don't wanna second chance
What you really wanna say???
F*cking Heavy meri trip karun fly all day!