(Trynna make me cry, they jus trynna make me crime
I don't care bae I jus bind, I ain't blind, I got vision
Yah, I got money on my mind)
Dekha zamane ko ankhon mein doobte
Lagta daboti tu hatho ko ood mein
Ghar ko jalaya tu chote se jhoot se
Tas se mas hoti ni ksi saboot se
Tera btata tha dhuli tu doodh se
Baatein wo meethi thi ksi amrood se
La du mein tere liye caviar roos se
La du 18K clover maroon mein
Galle mein cubans hein kaanpe woh june mein
Rehti hangaame mein kitne sukoon mein
Mjhe to ksi se lena dena ni
Mein likhta to likhte pe lagti neelami
Badami wo rangat hai, zulfen hein kaali
Pagal do hatho se bajti hai taali
Maangu na zyada woh maange azadi
Narazi se razi ka safar versace
Aur hanji, woh chai ni nasha banati k jab
Mu'nh se woh torre elaichi, jee
Nah jee mein ksi ka dil ni dukhata
Woh dekhe na dekhe jab pahne woh prada
Mein dil ko nachorta gaane ni gaata
Ksi ki mehnat k daane ni khata
Ankhon ka qedi mekhaane ni jata
No LA, no Cali no trip to Nevada
Zer-e-Lab jama kayi saalon ka cheekhna
Baby we made it I'm callin' on peak, han
Sabar k phal mein millenge beej nah
AP bhi leli aur mangi raseed nah
Zer-e-Lab jama kayi saalon ka cheekhna
Baby we made it I'm callin' on peak, han
Sabar k phal mein millenge beej nah
AP bhi leli aur mangi raseed nah
Chalakta hai noor jese, hoor jese
Ma sochta tu paas hoke door kese?
Jaanaan jayen bhool kese?
Aur teri ankhon mein rang bharta maula phool mein se
Aur tere hath ka glass bharta angoor mein se
Yahan meri shayari ki chadar bhar gyi khoon se yeh
Wahan pe koi bhar legya husan tapakta ghurur mein se
Mjhe mille ga sukoon kese?
Usse millen Loose Stones mere pool mein se
Jo sachi baat, mein qasir tjhe bhoolne se, sab poochte yeh
Qalam ravan kyun? Qalam ravan mere jhoomne se, tere jhoole jhoolne se
Mere jhoomne se, tere jhoole jhoolne se
(They jus trynna make me cry, they jus trynna make me crime
I don't care bae I jus bind, I ain't blind, I got vision