LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Maan Ja Zara (feat. Riya Duggal & RUHH)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
So raha hai aasman
Bhul ja tu nach le
Dil se zara muskuraah
Jee le pyar se
kho raha hai raasta
Kis taraf kahaan chalein
manzilein bhi lapata
safar ka le maza
So raha hai aasman
Bhul ja tu nach le
Dil se zara muskuraah
Jee le pyar se
Kitna Suhana hai yeh sama sama
Baarish ke boondein bhi bula rahi hai tumhe
Itna ruhana hai yeh jahaan jahaan
Nayi sehar jo aayi
Maan ja zara
Aandhiyon ke saamne
Sharm se main na khili
Aur nahi yeh intezaar
Mil gayi hasi
Laghne laga hai mann
Jagne jagi hu main
Khul gaya jo aasmaan
Ab jee rahi hu main
Kitna Suhana hai yeh sama sama
Baarish ke boondein bhi bula rahi hai tumhe
Itna ruhana hai yeh jahaan jahaan
Nayi sehar jo aayi
Kitna Suhana hai yeh sama sama
Baarish ke boondein bhi bula rahi hai tumhe
Itna ruhana hai yeh jahaan jahaan
Nayi sehar jo aayi
Maan ja zara

WRITERS

Pratik Gangavane, Riya Duggal, Yohan Marshall

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other