Aadat hai teri teri dillagi
Aadat hai teri teri dillagi
Tujh se pare main kuch samjha hi nahi
Tu hai toh lage main hoon
Tu hi toh meri hai aashiqui
Zaahir hai tumse ishq mera
Tu haal e dil hai aur sab kuch mera
Labo ki hasee tu jaane e wafa
Tu hasrat koi main saahir tera
Tu hai toh lage main hoon
Tu hi toh meri hai aashiqui
Tum hi toh ho bas ho tum hi meri
Tere bina aur kuch bhi nahi
Teri khushboo hai mujh mein
Aur kar de meri poori kami
Tu hai toh lage main hoon
Tu hi toh meri hai aashiqui
Tum hi toh ho bas ho tum hi meri
Tere bina aur kuch bhi nahi