Maaru jo mei hadd chopper
Pinkcity mere sheher kar haath uppar
Inke game ab bajenge kaam sun kar
Salam kare bande dikhu jaha ghumkar
Mera naam lekar udate the mazak mera school mei
Naache kudte ab gaate ye show pe
Khaali khoke bhaut se thoke
Fara hoke mughy bole bhai ek photo aur de
Teri meina maani kari kalakaari
Meine jhoki saari raaten pori
Fuck ni deta meine awazo se hai janta jodi
Jitto ne roke na ruka na mei
Diye the dhoke jo tuta na mei
Jin collegeo ke naam se sataya tha mughy
Waha bulaya hume aur show phoda na be
Na chuha na mei kisi race ka
Bachpan se bhadas aur rage tha
Koi naam kaamsi cheez aur thodi chedd kaan
Backseat se back stage game haan
Kare game na ,na teen paach
Bas fark itna karte rave hard
Thoda game apart, chal let sapat
Dikhadu mei jungle ka sher khan
Janta aawam mei dunga mei chhaap chor
Mehenat hum karte ab chahiye hisaab bro
Ab saare maam bane asli shakal pe bana hai saap bro
Farak hai tughmei aur mugh mei beta
Likhu toh qalam toh jalegi
Na jalu mei bhi toh tumhari sadegi
Darr raha hai toh bhaag ja
Bann na nahi accha insaan
Bachpan mei, phate abhi unhi ke show pe
Mile ab bole ismei toh hope hai
Khul ye uche aasmaan par zameen se jude bande toh dope hai
800 pe bola tha legend meine bola thoda samay aur hai
Sapna hai bolu mei maa kal se kaam pe jaane ki zarurat nahi
Dost bhi bole ladka ye ziddi hai rakhi mehanat mei kami nahi
Teacher ka ladka hu churae chalk phenke humne yu duster bhi
Harami bhaut tappe se shot seedha boundary