Woh kehte duniya se main pare
Chod inki baatein kahi udd chale
Hosh mein na rehta tab dil khule
Chod inki baatein kahi udd chale
Khul ke hai kehna mujhe aaj ye
Chup tha main rehta ki banavatein
Pee li maine hadd se thodi zyaada re toh
Sacch mujhe bolne de, na kar sawaal bey
Main ladta; pyaar se darta, yeh mera na garz tha
Par abhi main samjha ke khudka hi farz tha
Toh khulke-ghulke tere saath hi
Nibhaana hai rishta, na darna ab buss ha
You and I - feels like a vacation
Sipping wine, talking aspirations
There's no time and I've got no patience
Be mine, I don't fear this relationship
Was scared of love, had a fear commitment
You entered my life and made the switch flip, flip
Mujhe toh hota na vishwas, par tujhmein hai kuch khaas hai
I swear to god you're so different
I promise I'm yours forever just agree to stay
Woh kehte duniya se main pare
Chod inki baatein kahi udd chale
Hosh mein na rehta jab dil khule
Chod inki baatein kahi udd chale