Kyun ki dard inn ankhon mein
Kyun ki dard inn ankhon mein
Kyu lagaav inn andhero ka
Jabse main huwa dur apno se
Wash mein kar liya akelepan
Kyun ki dard inn ankhon mein
Kyun ki dard inn ankhon mein
Maine dekhe apne bichadte hue
Maine dekhe bhaiyo ko ladte hue
Vo muh pe bole mithaas se
Par peeth piche wahi saanp the
Taaref unki bas baat mein
Manzil maine haasil kar liya
Kyun ki dard inn ankhon mein
Kyun ki dard inn ankhon mein