Jo karna hai karna khudse hai
Uppar wala bhi dega saath
Mudna nhi vishwass khudpe hai
Jo dikhe ankho se asal nhi hai bro
Jo likhe haaton se asal vahi hai bro
Jeet ta vahi jo leke saath chalta sabko
Akele manzil pe khada toh safal nhi hai bro
Gande haath dikte logo ko
Sapne toh pure honge is mein dohraye nhi
Par sacche logo ko apne saath rakh
Failures toh milte rahenge
Chahye main jimmedaariyo mein apni doob jau
Par mitega kabhi dil ye Sangeet nhi
Mushkil haaltan abhi usmein khud ko dhaal rha
Ghar aur Sangeet ha main dono ko sambhal rha
Jo goals kiye set Maine khudke liye
Vo hore pure tavi intezaar aane wale saal ka
Jo likhta likha dil hai bro
Har situation mein rehta cool
Bhai Tera hill se hai bro
Electron bhi banta proton
Itna positive main dekh kabhi mujhse Milke bro
Ha life ye Race Aur bhag marathon
Khud mein jhank maila Kaun
Ha yeh sach vahi uppar jiske Jeb mein daam
Gareeb apni mehnat se kamkar khata roti
Par ye saale saare bharte pet charity ke naam
Jo karta justice ki baatein
Vahi saala hota andar se chor
Jiske pass paise vahi Madaari
Par dhund na pao yahan Bandar hai Kaun
Ha yeh life hai aur muskil Har raaste pe
Tere apne tujkho kaaneki firak mein baithe
Sabse badi cheez paise aaj ke daur mein
Sabse pehla lendaar jo tere pass baithe
Main ni kehta main khud sahi hu bro
Jo karte karta samne khudse hu bro
Ha main talasah kar rha aajbhi khudki
Par aakhir bachna kisko sab shoonya bro
Kabhi kabhi ha puchu main khudse
Kya hota agar dukh hi na hota
Par phir sawaal aata andar se
Kya sach tu khush nhi hai bro
Jaake dekh kitno ke pass kuch nhi hai bro
You have to believe in you
Jo karna hai karna khud se hai
Uppar wala bhi dega saath
Mudna nhi vishwaas khud pe hai