Batade uske tere beech me kya hai?
Zeher mere andar, zubaan hai kaali
Kaise bataun mujh par tu haavi?
Aadhi aadhi raat karti call
Sirf mai hu ya fir hai koi aur?
Texts bhi karti mere ignore
Kehti dard na do, maafi sirf di hai udaasi sirf
Tu hai meri tujhe maloom hai, oh
Maine bola tha tujhe piyunga mai nahi but piliya same day
Mere vadon ki kya keemat? i lied to your face
Sirf mai hu ya fir hai koi aur?